Shixak ka koi dharm nahi hota.unka karm hi unaka dharm hota hai.vo unaki jimmedari ko puri tarah se nibhata hi to ye unaki bhakti hai.kartavyanishtha se kiya hua unaka karm yagna ban jata hai. Is yagna me sada use apane nishtha purna karmo ki ahuti deni padati hai.